02

Chapter-1

Rampur gaon ki subah badi hi alag hoti hai.Yahan din alarm se nahi, balki murga ke baang se shuru hota hai . Jaise hi pehli light aasmaan ke kone se jhaankti hai, poora gaon dheere-dheere jaag uthta hai . Thandi hawa mein mitti aur gobar ka mila-jula sa smell hota hai—jo shehar walon ko ajeeb lage, par Rampur walon ke liye wahi asli freshness hai.

Subah-subah sabse pehle mandir ki ghanti bajti hai। Pandit ji aarti shuru kar dete hain, aur unki awaaz hawa ke saath-saath har gali tak pahunch jaati hai। Gaon ke buzurg lota leke haath mein, sar pe gamchha daale, talab ya hand-pump ki taraf nikal padte hain। Koi bolta hai—

“आज ठंड कुछ ज़्यादा है रे!”

toh doosra turant jawab deta hai—

“अरे तबे तो चाय बढ़िया लगेगी!”

Galiyon mein jhaadu lagne lagti hai। Auratein pani chhidak ke aangan saaf karti hain, aur saath hi saath pados wali se poora gaon ka news exchange hota hai।

“कल रात सरपंच जी के यहाँ देर तक लाईट जली रही…”

“अरे छोड़ो, राजनीति की बात होगी।”

Chulhon pe aag jalti hai। Lakdi ki khad-khad ke saath chai ubalne lagti hai। Adrak ki khushboo hawa mein fail jaati hai। Kahin makka ki roti ban rahi hoti hai, kahin kal ke bache chawal ko bhun ke breakfast taiyaar ho raha hota hai। Bachche aankh malte hue school ke liye uthte hain, par mann toh abhi bhi kambal ke andar hi hota hai।

“माई, आज स्कूल मत भेजो ना…”

“चल हट, रोज का ड्रामा है!”

Suraj thoda aur upar chadhte hi kheton mein halchal shuru ho jaati hai। Kisan apni bhains-gaay leke nikal padte hain। Hari-bhari faslon ke beech se guzarte hue unke kadam bhi jaise zameen se baat karte hain। Paani ke chhidkaav ki awaaz, aur chidiyaon ki chah-chah—yeh sab milke Rampur ki subah ko zinda bana dete hain।

Chai ki dukaan pe alag hi mehfil jamti hai। Lakdi ki bench, glass wali chai, aur garam-garam samose। Koi akhbaar padh raha hota hai, toh koi sirf headline dekh ke poori khabar suna deta hai।

“अरे सुने हो? शहर में पेट्रोल फिर महंगा हो गया!”

Aur sab milke bolte hain—

“हमको क्या, हम तो साइकिल वाले हैं!”

Rampur ki subah tez nahi hoti, par gehri hoti hai। Yahan waqt bhaagta nahi, chal ke aata hai। Har cheez apni rhythm mein hoti hai—bilkul us mitti ki tarah, jo roz pairon se kuchal ke bhi muskura ke kehti hai, “आ जाओ, आज भी सब ठीक रहेगा।”

Isi beech Rampur ke sarpanch jo ki Rampur ke bagal ke 8 gaao ke v sarpanch hai SIDHARTH THAKUR unke yha v logo ki line lgg chuki thi... Subah se log apni samsya le kar pahuch chuke the.

" Sarpanch Ji avi tak nhi aaye? " Ek bujurg ne apane bagal me baithe insan se pucha

" Are baba av unka mandir jaane ka samay hai aate hi honge "

" Acha.... Kitne sajjan purush hai hamare sarpanch  ....... "

" Sahi kaha baba.... Brahman hone ka pura farz nibhaane h "

Tabhi wha sidharth aata hai...

Uske puche uska chota bhai, muneem, or do log or aate hai.

Sidharth- kya baat hai aaj aap log itane subah subah yha kya kar rahe hai?

Bujurg - sarpanch Ji.., mai aapse vinanti karne aaya hu... Mera beta mujhe ghar se nikalna chahta hai khta h tu buddha ho gaya hai mere kisi kaam ka nhi tujhe muft ke khana kiu khilau mai.

Hmaari madad kijiye.

Sidharth ye sun ka bhut gussa hota h

Sidharth - ramesh inke bete se kho ki hmne kha hai ki apne pita ko ache se rkhne ko agar inhe koi v parshani hui to usko gao se bahar fek dege.

Or sath hi muneem Ji hmari so vo wali jameen thi na jo road ke bagal me hai.... Wha par km se km 10 kamro ka ghar bnawayiye vo gaao ke sabhi bujurg ke liye hoga har kamre me 10 beds honi chaahie. Khana, kambal har chiz ki suvidha hogi.., aaj ke baad ayesi koi dikkat hmare gaao me nhi Aani chahiye.

Muneem - Ji sarkar ho jayegi.

Ramesh - bhaiya.... Aap ko amma bula rhi hai.

Sidharth - thik hai tum chalo mai aata hu.

Meneem Ji iss kaam ko jald se jald karwayiye.

.............

Sidharth andar jata hai jha uski Sauteli ma jise vo apni ma se v badkar maanta hai chulhe par baithi hoti hai....

Sidharth - amma ye aap kiu kar rhi ho itne to naukar chakar hai yha par.

Gayatri - Aa gaya tu? Mujhe acha lgta h apne beto ke liye khud khana banana..... Chal aa baith.

Sidharth apni ma ke baato ko sunn kar bhut emotional ho jata h.

Or unke Paas aa kar baith jata h.

Gayatri - ye le kha....

Sidharth - aap bhut achi ho ma.... Pta nhi aap nhi hoti to mai kaise rhta.

Gayatri - isiliye to khti hu fir se byaah kr le...... Tees ka ho gaya hai achi ladki nhi milegi.... Av to suhani hai uske ma baap khh rhe h uski shadi tere se karne ko jada din nhi rukenge vo log.... 18 ki ho gyi h ab vo. Ab to kar hi skta h tu us se shadi.

Sidharth- par ma... Vo bacchi hai .... Mujh se 12 saal choti h vo kaise?

Gayatri - to kya ho gaya? Mai v tere Bapu se 11 saal choti thi.... Or bachi nhi h vo, bache paida kar skti h itni umar ho chuki hai uski... Uske ma baap ne chitthi bheji h agle mahine tak shadi karne ko nhi to fir vo log dusra ladka dekhege.

Sidharth- par vo puja ki chotu behan h use maine 8 saal phke dekha tha....

Gaytri - puja ko guzre 8 saal ho chuke h.... Av tak maine nhi bola par ab tu 30 ka ho gaya h sarpanch v bann gya h... Or vo v jawaan ho gyi h. 10 saal ki bachi nhi h ab vo, neha ke byaah me dekha tha maine 14 ki thi par badan 18 ka tha uska..... Maine tabhi soch liya tha isko apne ghar laungi. Tu to mila v nhi usko us samay. Par kal ja kar dekha aa agar dekhna h shadi se phle to.

Sidharth- ma mujhe sochne ka samay do.

Gaytri - thik h do din.... Bas

Sidharth- thik h amma

Write a comment ...

Write a comment ...

extra_mashala

My Instagram- extra_mashala & lovesaga_13 and wattpad id - its_suman & extra_mashala